Skip to product information
1 of 5

DAILY CARE TRIO โ€“ Shampoo + Face Wash + Sunblock

DAILY CARE TRIO โ€“ Shampoo + Face Wash + Sunblock

Rs.2,999.00 Rs.4,580.00
SAVE Rs.1,581.00 โ€ข 34% OFF
  • 3 Products, 1 Price.
  • Controls Dandruff.
  • Clears Oily Skin.
  • SPF 60 Protection.
  • Hair + Face + Sun care.
Quantity
In stock โ€“ 1โ€“2 din mein dispatch
๐Ÿ’ตCash on Delivery
๐ŸššFree Delivery
โ†ฉ๏ธ7-Day Return
๐Ÿ”’Secure Checkout

๐Ÿ”ฅ BIGGEST DEAL OF THE YEAR โ€“ 3 Products, 1 Price!

Aap ki poori daily routine โ€“ baal, chehra aur dhoop se hifazat โ€“ 3 products sirf Rs 2,999 mein.

Whatโ€™s Inside:

  • FLAKXA Anti-Hair Fall & Anti-Dandruff Shampoo 200ml (Rs 1,490) โ€” Dandruff aur hair fall dono ko target karta hai, scalp ko saaf aur fresh rakhta hai.
  • ACNESTAT Anti-Acne Face Wash 120ml (Rs 1,595) โ€” Extra oil control karta hai, pores saaf karta hai aur breakouts kam karne mein madad karta hai.
  • SUNSORA Sunblock 50g (Rs 1,495) โ€” SPF 60 PA++++ protection; UVA/UVB, tanning aur sun pigmentation se bachata hai.

Kyun lein?

  • Alag alag lene par Rs 4,580 โ€” bundle mein sirf Rs 2,999 (Rs 1,581 ki bachat)
  • Cash on Delivery ยท Free delivery all over Pakistan ยท 7-day returns (unused items)

How To Use:

  • Shampoo: geele baalon par lagayein, scalp par massage karein, 2โ€“3 minute baad dho lein
  • Face Wash: subah aur raat chehra dhoyein
  • Sunblock: din mein ghar se nikalne se 15 minute pehle lagayein
View full details

Aap ke sawal

Kya ye original Velvi product hai?

Ji haan โ€“ har order seedha Velvi Skin Care (Lahore) se, sealed packing mein dispatch hota hai.

Result kab nazar aayega?

Roz ke istemal se aksar 4โ€“8 hafte mein farq nazar aata hai. Har shakhs ka result alag ho sakta hai.

Sensitive skin ya pregnancy mein use kar sakte hain?

Pehle choti jagah par patch test karein. Skin ki koi bimari, pregnancy ya breastfeeding ho to pehle doctor se mashwara karein.

2 ya 3 products par discount kaise milta hai?

Koi bhi 2 products lein to 10% off, aur 3 ya zyada par 20% off โ€“ checkout par khud lag jata hai, koi code nahi chahiye. (Bundles par pehle se discount hai.)

Kaunsa product mere liye sahi hai?

WhatsApp par apna masla batayein โ€“ hamari team aap ko sahi routine suggest karegi.

Koi sawal?

Hum se seedha baat karein

Hamari team WhatsApp par aap ko sahi product aur routine chunne mein madad karegi.